Baad-o-muddat ke mila hai yeh mauka;
aaj humein na roko,
Begaane waqt ka kya bharosa;
mahaul yeh kal rahe na rahe.
Incoherent scratches made by a wandering youth. A few special moments frozen in time.
Mayank Agarwal K L Rahul Cheteshwar Pujara Virat Kohli Shreyas Iyer Rishabh Pant Shardul Thakur Ravichandran Ashwin Mohammad Shami Jaspreet ...
2 comments:
bahut khoob o shayar!
"bevarvaah ghar se nikle, to hai safar apna
jaagte dekha jo khwaab, hai sach apna
saathi to chale they kadam ban ker
thhak gaye, bane nishaano mein hai sheher apna
bevarvaah ghar se nikle, to hai safar apna
unchhue ger ghum hain, to khushnaseeb hain
taaqte hain dua, samajhte haq apna
mulaazim rahe to vazeer bhi jiye hain
ye shor jo buna hai, kehte hain ishq apna
bevarvaah ghar se nikle, to hai safar apna
jaagte dekha jo khwaab, hai sach apna"
Wah Wah... maza aa gaya!! Bahot bahot shukriya.:D
Post a Comment